Bikhre pade hain laashe Aulaad-e-Murtaza ke

 
बिखरे पड़े हैं लाशे,औलाद-ए-मुर्तज़ा के
ज़ैनब उजड़ गई हैं,करबला में आके

पामाल कर दिया हैं,लश्कर ने जिस्में क़ासिम
शब्बीर चुन रहे हैं,टुकड़े अबा  बिछा के

ज़ैनब उजड़ गई हैं,करबला में आके

दम तोड़ते हैं असग़र , अये नामवर ठहर जा
अब क्या मिलेगा तुझको, सोग़रा का ख़त सुना के

ज़ैनब उजड़ गई हैं , करबला में आके.....

भूलेगी कैसे मादर, असग़र का तीर ख़ाना
चुपचाप रो रही है, झूले से सर लगा के

ज़ैनब उजड़ गई हैं , करबला में आके.....

हाथों से दिल को थामे , दौड़े हैं शह रन को
शायद गिरे हैं अकबर, बरछी जिगर पा के खाके

ज़ैनब उजड़ गई हैं , करबला में आके.....

अब्बास तुम कहाँ हो , मज़लूम को संभालो
शब्बीर थक चुके हैं , लाशे उठा उठा के

ज़ैनब उजड़ गई हैं , करबला में आके.....

----------------------------------------------------

Bikhre pade hain laashe Aulaad-e-Murtaza ke
Zainab ujadd gayi hai Karbobala main aake

Dum todte hain Asghar, aye naamawar thahar jaa
Ab kya milega tujhko, Soghra ka khat sunaa ke

Zainab ujadd gayi hai Karbobala main aake.....

Paamaal kar diya hai, lashkar ne jism-e-Qasim
Shabbir chun rahe hain, tukde abaa bichaa ke

Zainab ujadd gayi hai Karbobala main aake.....

Abbas tum kahaa ho, Mazloom ko sambhaalo
Shabbir thakk chuke hain, laashe uththaa uththaa ke

Zainab ujadd gayi hai Karbobala main aake.....

Haathon se dil ko thaame, daudey hain Shaah run ko
Shaayed gire hain Akbar, barchi jigar pa khaake

Zainab ujadd gayi hai Karbobala main aake.....

Bhoolegi kaise maadar, Asghar ka teer khaana
Chup chaap ro rahi hai, jhoole se sar lagaa ke

Zainab ujadd gayi hai Karbobala main aake.....


Comments